giitaayan An Interface to ISB

nigaaho.n ne chhe.Daa hai - Ghatak (1996)  

Lyrics: Majrooh | Music: R D Burman | Singer(s): Suresh Wadkar, Sadhana Sargam 
View in Nagari (Hindi)
suresh: nigaaho.n ne chhe.Daa hai dil kaa taraanaa (nigaaho.n ne chhe.Daa hai dil kaa taraanaa sunakar kahii.n na tum buraa maan jaanaa (mai.nne kiyaa hai pyaar pahalii baar) -2) -2 nigaaho.n ne chhe.Daa hai dil kaa taraanaa saadhanaa: (dil kii baate.n aa.Nkho.n se kyaa ho.nTho.n se bolo sajanaa) -2 suresh: yuu.N hai ki mujhako pyaar tumase ho gayaa hai bas yahii kahanaa % yahii sounds like hai ye (hai bas yahii kahanaa o jaan-e-jaanaa.N) -2 (mai.nne kiyaa hai pyaar pahalii baar) -2 nigaaho.n ne chhe.Daa hai dil kaa taraanaa saadhanaa: aa haa ... suresh: dil kii haalat kaise dikhaa_uu.N sochaa hii karataa thaa jatan saadhanaa: aa.Nkho.n me.n ab to rahane lagii hai suurat tumhaarii jaan-e-man suresh: (ras kii bhiigii in aa.Nkho.n me.n aa mai.n Duub ke rah jaa_uu.N)-2 saadhanaa: mai.n bhii ye chaahuu.N aaj tere pyaar ke tuufaa.N me.n bah jaa_uu.N (tuufaa.N me.n bah jaa_uu.N dekhe zamaanaa) -2 ki mai.nne kiyaa hai pyaar pahalii baar mai.nne kiyaa hai pyaar pahalii baar nigaaho.n ne chhe.Daa hai dil kaa taraanaa saadhanaa: (jaise ab hai waise kyaa tuu kal bhii mujhako chaahegaa) -2 suresh: jo aaj tujhako ye dil-o-jaa.N de chukaa kaise na chaahegaa (chaahegaa chaahegaa kal bhii diiwaanaa) -2 (mai.nne kiyaa hai pyaar pahalii baar) -2 saadhanaa: nigaaho.n ne chhe.Daa hai dil kaa taraanaa sunakar kahii.n na tum buraa maan jaanaa (mai.nne kiyaa hai pyaar pahalii baar) -2 (suresh: mai.nne kiyaa hai pyaar pahalii baar saadhanaa: mai.nne kiyaa hai pyaar pahalii baar) -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.