giitaayan An Interface to ISB

puravaa suhaanii aayii re - Purab aur Pachhim (1970)  

Lyrics: Santosh Anand | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Mahendra Kapoor, Lata, Manhar, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
m0k0: kahii.n na aisii subah dekhii la: aa.a.a jaise baalak kii muskaan m0k0: yaa phir duur kahii.n gaa_e la: halkii-sii muralii kii taan m0k0: gurabaanii gurudwaare me.n la: to masjid se uThatii aazaan m0k0, la: aatmaa aur paramaatmaa mile.n jahaa.N yahii hai wo sthaan % % Santosh Anand (lyricist) uses "aazaan", which is wrong! The correct word is "azaan" % ko: Dholii Dhol bajaaNaa, taal se taal milaaNaa Dholii Dholaa Dholii Dholaa Dholii Dhol bajaaNaa taa-thaa thaiyyaa tak-tak thaiyyaa, taal se taal milaaNaa la: puravaa suhaanii aa_ii re, puravaa (2) R^ituo.n kii raanii aa_ii re, puravaa mere ruke nahii.n paa.Nv, naach uTThaa saaraa gaa.Nv priit pe jawaanii chhaa_ii re, puravaa puravaa suhaanii aa_ii re, puravaa m0k0: mausam kaa musaafir kha.Daa raste me.n la: laa laa laa laa-laa la-laa la-laa m0k0: mausam kaa musaafir kha.Daa raste me.n la: usake haatho.n sab kuchh luTaa saste me.n la: chhoTii sii umariyaa hai ma0ka0: lambii sii Dagariyaa re la: jiivan hai parachhaa.Nii re, puravaa puravaa suhaanii aa_ii re, puravaa ko: hoe! Dholii Dhol bajaaNaa, bajaaNaa hoe! taal se taal milaaNaa, milaaNaa la: kar le kar bhii le pyaar kii puujaa naa naa naa naa-naa na-naa na-naa la: kar le kar bhii le pyaar kii puujaa pyaar ke ra.ng pe cha.Dhe na ra.ng duujaa chaahe koii sapanaa hai, mere liye apanaa hai baat merii ban aa_ii re puravaa suhaanii aa_ii re, puravaa man: ho miiraa sii diiwaanii re, naache mastaanii (2) la: ho.nTho.n pe hai saragam to aa.Nkho.n me.n paanii ghu.Ngharuu diiwaane hue man: rishte puraane hue la: giit me.n kahaanii gaa_ii re, puravaa puravaa suhaanii aa_ii re, puravaa R^ituo.n kii raanii aa_ii re, puravaa mere ruke nahii.n paa.Nv, naach uThaa saaraa gaa.Nv priit pe jawaanii chaa_ii re, puravaa puravaa suhaanii aa_ii re, puravaa ko: hoe! Dholii Dhol bajaaNaa, bajaaNaa hoe! taal se taal milaaNaa, milaaNaa Dholii Dhol bajaaNaa, taal se taal milaaNaa (2) la: o ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.