giitaayan An Interface to ISB

aashiq banaayaa aapane - Aashiq Banaya Aapne (2005)  

Lyrics: Sameer | Music: Himesh Reshammiya | Singer(s): Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal 
View in Nagari (Hindi)
o o ... - 2 himesh: (aashiq banaaya, aashiq banaayaa, aashiq banaayaa aapane ) - 2 (tere bin suunii suunii hai.n baa.Nhe.n tere bin pyaasii pyaasii nigaahe.n tere bin bina_asar meri aahe.n tere bin) - 2 (aashiq banaayaa, aashiq banaayaa aashiq banaayaa aapane) - 2 (tere bin lamhaa lamhaa sataaye tere bin beqaraarii jalaaye tere bin chain mujhako na aaye tere bin) - 2 himesh: (merii nigaaho.n me.n teraa cheharaa rawaa.N hai gahare hai.n aramaa.N jaan-e-jaa.N paagal samaa.N hai ) - 2 shreyA: (apane daayare se mai.n to chhuTane lagii huu.N tere baazuo.n mein aake TuuTane lagii huu.N ) - 2 himesh: tere bin jiinaa nahii.n hai gawaara tere bin dil kaa nahii.n hai guzaaraa tere bin kaun apanaa sahaaraa tere bin o aashiq banaayaa, aashiq banaayaa aashiq banaayaa aapane himesh: o ... (bechainiyo.n kaa faasalo.n kaa silasilaa hai dard-e-jigar kaa ye sabab hamako milaa hai) - 2 shreyA: aa haa haa (betaabiyo.n ne hamako chuur kar diyaa hai paas aane pe majabuur kar diyaa hai) - 2 himesh: tere bin raat kaTatii nahii.n hai tere bin pyaas miTatii nahii.n hai tere bin duurii ghaTatii nahii.n hai tere bin o aashiq banaayaa, aashiq banaayaa aashiq banaayaa aapane aashiq banaayaa, aashiq banaayaa aashiq banaayaa aapane tere bin suunii suunii hai.n baa.Nhe.n tere bin pyaasii pyaasii nigaahe.n tere bin bina_asar meri aahe.n tere bin tere bin lamhaa lamhaa sataaye tere bin beqaraarii jalaaye tere bin chain mujhako na aaye tere bin tere bin - 3
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.