giitaayan An Interface to ISB

pyaar ke din ... mai.n tumase pyaar karatii huu.N - Maha Chor (1976)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: R D Burman | Singer(s): Lata, Kishore 
View in Nagari (Hindi)
la: pyaar ke din aaye kaale baadal chhaye -3 khulake barase ghaTaa ghanaghor se kaho ki: are mai.nne nahii.n sunaa zaraa zor se kaho la: mai.n tumase pyaar karatii huu.N -2 mere saath huaa dhokhaa mere baalam sunate ho ye mujhako maalum na thaa tum tho.Daa kam sunate ho ki: kyaa bolii zaraa phir se bolo la: mere saath huaa dhokhaa mere baalam sunate ho ye mujhako maaluum na thaa tum tho.Daa kam sunate ho der se ye jaanaa mausam hai mastaanaa naache jhuume zaraa man mor se kaho ki: are mai.nne nahii.n sunaa zaraa zor se kaho la: mai.n tumase pyaar karatii huu.N -2 ki: kyaa kahanaa kyaa sunanaa hai ham-tum do diiwaano.n ko pyaar me.n aa.Nkho.n ko kholo band karo in kaano.n ko la: kyaa phir se kaho ki: kyaa kahanaa kyaa sunanaa hai ham-tum do diiwaano.n ko pyaar me.n aa.Nkho.n ko kholo band karo in kaano.n ko siikh lo chup rahanaa jo kuchh bhii hai kahanaa mere badale wo kisii aur se kaho la: are mai.nne nahii.n sunaa zaraa zor se kaho ki: mai.n tumase pyaar karataa huu.N la: mai.n tumase pyaar karatii huu.N ki: mai.n tumase pyaar karataa huu.N la: mai.n tumase pyaar karatii huu.N
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.