giitaayan An Interface to ISB

jaane na nazar, pahachaane jigar - Aah (1953)  

Lyrics: Hasrat | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Lata, Mukesh 
View in Nagari (Hindi)
jaane na nazar pahachaane jigar ye kaun jo dil par chhaayaa meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2 (aavaaz ye kisakii aatii hai jo chhe.D ke dil ko jaatii hai ) - 2 mai.n sun ke jise sharmaa jaa_uu.N hai kaun jo dil me.n samaayaa meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2 jaane na nazar pahachaane jigar ye kaun jo dil par chhaayaa mujhe roz roz ta.Dapaayaa - 2 (Dhuu.NDhe.nge use ham taaro.n me.n saavan kii ThaNDii bahaaro.n me.n) - 2 par ham bhii kisii se kam to nahii.n kyo.n ruup ko apane chhupaayaa mujhe roz roz ta.Dapaayaa - 2 (bin dekhe jisako pyaar karuu.N gar dekhuu.N us ko jaan bhii duu.N) - 2 ek baar kaho o jaadugar ye kaun saa khel rachaayaa meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.