giitaayan An Interface to ISB

chaahe raho duur chaahe raho paas - Do Chor  

Lyrics: Majrooh | Music: R. D. Burman | Singer(s): Lata, Kishore 
View in Nagari (Hindi)
chaahe raho duur, chaahe raho paas, sun lo magar ek baat ek Dor se ba.Ndhogii sanam, kisii din hamaare saath lataa : chaahe raho duur, chaahe raho paas, sun lo magar ek baat tum is galii to mai.n us galii, ki aauu.N kabhii na haath chaahe raho duur, chaahe raho paas lataa : mere piichhe-piichhe chale to ho baabuu, par zaraa tirachhii hai chaal aashiq bananaa jaa_o kahii.n siikho, tum abhii do-chaar saal chaahat ke qaabil ban jaa_o, phir mai.n karuu.Ngii phir mai.n karuu.Ngii baat chaahe raho duur, chaahe raho paas, sun lo magar ek baat tum is galii to mai.n us galii, ki aauu.N kabhii na haath kishor : chaahe raho duur, chaahe raho paas kishor : o merii cha.nchal pavan basa.ntii, karo nahii.n yuu.N beqaraar in baa.Nho.n me.n aanaa hai tumako, aaKir jaan-e-bahaar dil thaame aaogii phir mai.n, puuchhuu.Ngaa tumase puuchhuu.Ngaa tumase baat chaahe raho duur, chaahe raho paas, sun lo magar ek baat ek Dor se ba.Ndhogii sanam, kisii din hamaare saath lataa : chaahe raho duur, chaahe raho paas, sun lo magar ek baat tum is galii to mai.n us galii, ki aauu.N kabhii na haath chaahe raho duur, chaahe raho paas
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.