giitaayan An Interface to ISB

jise dil me.n basaanaa chaahaa thaa - Adaa (1951)  

Lyrics: Behzad Lucknavi | Music: Madan Mohan | Singer(s): Talat Mahmood 
View in Nagari (Hindi)
jise dil me.n basaanaa chaahaa thaa use dil me.n apane basaa na sake par ab ye tamannaa hai dil ki hame.n yaad bhii usakii aa na sake dhokhaa ye teraa kab tak chalataa jo haal thaa aaKir khul ke rahaa (2) dil TuuT gayaa achchhaa hii huaa ham aur to Thokar khaa na sake jise dil me.n basaanaa chaahaa thaa ... ab aur nahii.n ulajhan koii ik chiiz abhii tak baaqii hai (2) kyo.n Gair ko ham apanaa samajhe is Gam ko dil se bhulaa na sake jise dil me.n basaanaa chaahaa thaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.