giitaayan An Interface to ISB

baat kyaa hai kaise kah de.n tum se raaz kii - Chor Aur Chand (1993)  

Lyrics: Yogesh | Music: Nikhil-Vinay | Singer(s): Anuradha, S P Balasubramanian 
View in Nagari (Hindi)
baalaa: baat kyaa hai kaise kah de.n tum se raaz kii are baat kyaa hai kaise kah de.n tum se raaz kii tho.De-se ham, tho.De-se tum tho.De-se ham, tho.De-se tum dono.n ajanabii o o anu: baat kyaa hai kaise kah de.n tum se raaz kii baat kyaa hai kaise kah de.n tum se raaz kii tho.De-se ham, tho.De-se tum tho.De-se ham, tho.De-se tum dono.n ajanabii baalaa: baat kyaa hai ... baalaa: har pal kyuu.N aisii nazar se tum dekhatii ho hame.n anu: hamako to lagane lagaa hai ham chaahate hai.n tumhe.n baalaa: Kud se pyaar nahii.n hamako, kaise pyaar kare.n tumako viiraan hai, sunasaan hai viiraan hai, sunasaan hai, apanii zi.ndagii haay anu: baat kyaa hai ... baalaa: baat kyaa hai ... anu: kaise mai.n har baat kah duu.N, jab tak bharosaa na ho baalaa: mai.n kyaa huu.N, tumane abhii tak shaayad ye sochaa na ho anu: sochake ab kyaa karanaa hai, saath hii jiinaa-maranaa hai jaane na tuu, kaisii agan jaane na tuu, kaisii agan, dil me.n hai lagii baalaa: baat kyaa hai ... anu: baat kyaa hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.