giitaayan An Interface to ISB

resham kii Dorii - Saajan (1969)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Lata, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
rafii: (resham kii Dorii, hoy! resham kii Dorii kahaa.N ja_iiho ni.ndiyaa churaake chorii-chorii) resham kii Dorii hoy! resham kii Dorii ho.a o kahaa.N ja_iiho ni.ndiyaa churaake chorii-chorii lataa: ki resham kii Dorii, haay! resham kii Dorii kahaa.N jaa_uu.Ngii mai.n, tuu hai cha.ndaa mai.n chakorii piipal kii chhai.nyaa ho.a, piipal kii chhai.nyaa ho o o terii-merii ek ji.nda.Dii o mere sai.nyaa piipal kii chhai.nyaa ho.a, piipal kii chhai.nyaa rafii: o o o o chho.Duu.N mai.n zamaanaa, mai.n naa chho.Duu.N terii bai.nyaa piipal kii chhai.nyaa haay, piipal kii chhai.nyaa lataa: imalii ke buuTe ho.a, imalii ke buuTe (kal kyuu.N na aa_e, mai.n na boluu.N jaa_o jhuuThe ) (2) rafii: ba.Daa mazaa aa_e, mai.n manaa_uu.N aur tuu ruuThe aur tuu ruuThe koThe pe aa rii haay, koThe pe aa rii tere naam kar duu.N jiyaa, le aa paTavaarii lataa: kaisaa paTavaarii ho.a, kaisaa paTavaarii e! tuu meraa mai.n terii,ye to jaane duniyaa saarii kaisaa paTavaarii ho.a, kaisaa paTavaarii lataa: parbat pe jharanaa ho.a, parbat pe jharanaa (ko_ii sun legaa, chupake-chupake baate.n karanaa) (2) rafii: pyaar kiyaa to badanaamii se kyaa Daranaa kyaa Daranaa lataa: kurtaa malamal kaa ho.a, kurtaa malamal kaa aaj to jaatii huu.N mai.n, le-le vaadaa kal kaa kurtaa malamal kaa haay, kurtaa malamal kaa rafii: o o o o kal kaa bharosaa kyaa, bharosaa nahii.n pal kaa kurtaa malamal kaa haay, kurtaa malamal kaa rafii: a.mbar pe taare haay, a.mbar pe taare (jiine nahii.n de.nge tere nainaa kajaraare ) (2) lataa: jiinaa ho jise vo aa_e kyuu.N priitam ke dvaare priitam ke dvaare rafii: misarii kii Daliyaa.N haay, misarii kii Daliyaa.N pyaar me.n kaa.NTe hai.n ziyaadaa, tho.Dii kaliyaa.N lataa: misarii kii Daliyaa.N ho.a, misarii kii Daliyaa.N o o o o kaa.NTe ho yaa kaliyaa.N, pii kii galiyaa.N, pii kii galiyaa.N.a rafii: ((gunagunaanaa)) lataa: ((gunagunaanaa)) dono.n: ((gunagunaanaa))
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.