giitaayan An Interface to ISB

muskuraatii huii chaa.Ndanii - Albeli (1955)  

Lyrics: Ravi | Music: Ravi | Singer(s): Hemant, Lata 
View in Nagari (Hindi)
la: muskuraatii huii chaa.Ndanii jagamagaataa huaa aasamaa.N le chale ho mujhe tum kahaa.N he: do muhabbat bhare dil jahaa.N kah sake pyaar kii daasataa.N le chale ham tumhe.n hai.n vahaa.N he: kah rahe hai.n nazaare pukaar ke biit jaae naa din ye bahaar ke la: sanasanaatii havaao.n ke giit ne taare.n chhe.De hai.n dil ke sitaar ke do: ye suhaanaa samaa hai uma.nge.n javaa.N phir khule kyo.N naa dil kii zubaa.N ... la: aaj kaisii suhaanii ye raat hai zi.ndagii me.n nayii ek baat hai he: in sitaaro.n kii ra.ngiin chhaa.Nv me do dilo kaa anokhaa ye saath hai do: ham tumhaare hue tum hamaare hue pyaar kaa muskuraayaa jahaa.N ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.