giitaayan An Interface to ISB

satyam shivam sundaram - Satyam Shivam Sundaram (1978)  

Lyrics: Pt. Narendra Sharma | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
ishvar satya hai satya hii shiv hai shiv hii sundar hai jaago uTh kar dekho jiivan jyot ujaagar hai satyam shivam sundaram - 2 ishvar satya hai satya hii shiv hai shiv hii sundar hai satyam shivam sundaram - 2 raam avadh me.n kaashii me.n shiv kaa.nhaa vRindavan me.n dayaa karo prabhuu dekhuu.N in ko - 2 har ghar ke aa.Ngan me.n raadhaa mohan sharaNam satyam shivam sundaram - 2 ek suuryaa hai ek gagan hai ek hii dharatii maataa dayaa karo prabhuu ek bane.n sab sab kaa ek se naataa raadhaa mohan sharaNam satyam shivam sundaram - 2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.