giitaayan An Interface to ISB

so gayaa saaraa zamaanaa - Miss Mary (1957)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Hemant Kumar | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
so gayaa saaraa zamaanaa nii.nd kyo.n aatii nahii.n ai havaa jaakar use tuu saath kyo.n laatii nahii.n chaa.Nd pahale bhii nikalataa thaa magar aisaa na thaa aaj aisii baat kyo.n hai ye samajh aatii nahii.n chaa.Ndanii kuchh chaa.Nd se kah kar zamii.n pe aa ga_ii jaane kyaa dekhaa yahaa.N an lauT kar jaatii nahii.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.