ThaNDii ThaNDii saavan kii phuhaar
piyaa aaj khi.Dakii khulii mat chho.Do ...
aave jho.nke se pagalii bayaar,
piyaa aaj baatii jalii mat chho.Do ...
ThaNDii ThaNDii saavan kii phuhaar ...
diye kii jyoti, akhiyo.n me.n laage, diye kii jyoti ...
diye kii jyoti, akhiyo.n me.n laage,
palako.n pe nindiyaa savaar
piyaa aaj baatii jalii mat chho.Do
ThaNDii ThaNDii saavan kii phuhaar ...
papiihe ne man kii agni bujhaa lii, papiihe ne man kii ...
papiihe ne man kii agni bujhaa lii, pyaasaa rahaa meraa pyaar
aave jho.nke se pagalii bayaar,
piyaa aaj baatii jalii mat chho.Do ...
ThaNDii ThaNDii saavan kii phuhaar ...
|