giitaayan An Interface to ISB

jiine kaa Dha.ng sikhaaye jaa - Parwana (1947)  

Lyrics: D N Madhok | Music: Khurshid Anwar | Singer(s): Saigal 
View in Nagari (Hindi)
ek phuul ha.ns ke baaG me.n kaliyaa.N khilaaye jaa shabanam ke ashk apanii ha.Nsii me.n chhupaaye jaa jiine kaa Dha.ng sikhaaye jaa kaa.NTo.n kii nok par kha.Daa muskuraaye jaa jiine kaa Dha.ng sikhaaye jaa ... bha.Nvare ne tere kaano.n me.n kuchh gunagunaa diyaa ye kah ke raaz-e-zi.ndagii tujhako bataa diyaa rote hue jahaan me.n tuu muskuraaye jaa, tuu muskuraaye jaa jiine kaa Dha.ng sikhaaye jaa ... bulabul kii sadaa_o.n me.n bhii paiGaam yahii hai koyal kii piihakuu subah shaam yahii hai o ha.Nsate hue phuul tere husn pe sadaqe patajha.D me.n kyaa kare koii itanaa bataaye jaa jiine kaa Dha.ng sikhaaye jaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.