giitaayan An Interface to ISB

ai dard\-e\-jigar - Parchhaain (1952)  

Lyrics: Noor Lucknowi | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
ai dard-e-jigar mere dard-e-jigar (raat kyo.n kar kaTii ye tujhe kyaa khabar ai dard-e-jigar mere dard-e-jigar)-2 mai.n to jaagii hii thii duniyaa sotii rahii sotii rahii ek shabanam kii thii saath, rotii rahii rotii rahii dekh phuulo.n kii hai pattiyaa.N tar-ba-tar ai dard-e-jigar ... jazb-e-dil hai to khud hii chale aaye.nge chale aaye.nge ye musiibat ke din bhii guzar jaaye.nge guzar jaaye.nge ham to baiThe rahe.nge yuu.N hii umr bhar ai dard-e-jigar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.