giitaayan An Interface to ISB

bedard zamaanaa teraa dushaman - Mehndi (1958)  

Lyrics: S H Bihari | Music: Ravi | Singer(s): Hemant, Lata 
View in Nagari (Hindi)
he: musiibat kaa kiye jaa saamanaa kaa.NTo.n pe chalataa jaa agar ma.nzil pe jaanaa hai to gir gir ke sa.mbhalataa jaa % % Part 1 % he: (bedard zamaanaa teraa dushaman hai to kyaa hai duniyaa me.n nahii.n jisakaa ko_ii usakaa Kudaa hai) - 2 (maalik hai vahii sab se ba.Daa paalanevaalaa) -2 chu.NTii ko bhii detaa hai jo khaane ko nivaalaa bando.n pe hameshaa hii karam usakaa rahaa hai duniyaa me.n nahii.n jisakaa ko_ii usakaa Kudaa hai ... % % Part 2 % he: hazaaro.n kaaravaa.N luTe ga_e ma.nzil kii raaho.n me.n jo Gam kaa saamanaa karataa gayaa ma.nzil pe vo pahu.Nchaa he: (bedard zamaanaa teraa dushaman hai to kyaa hai duniyaa me.n nahii.n jisakaa ko_ii usakaa Kudaa hai) - 2 la: ye kaisii Kudaa_ii hai bolo kaisaa Kudaa hai luTatii hu_ii duniyaa jo merii dekh rahaa hai mai.n kaise bhalaa maanuu.N ke duniyaa me.n Kudaa hai agar hai to kahaa.N hai he: izzat bhii bachii jaan bachii kaise ye bolo vo kaun sii taaqat thii zaraa dil ko TaTolo hai jisakaa karam ham pe usii se ye gilaa hai duniyaa me.n nahii.n jisakaa ko_ii usakaa Kudaa hai ... he: (kuchh kam nahii.n apane liye jiine ke sahaare) - 2 iimaan kii daulat hai abhii paas hamaare ye aisaa sahaaraa hai jo har shah se ba.Daa hai duniyaa me.n nahii.n jisakaa ko_ii usakaa Khudaa hai ... do: (bedard zamaanaa teraa dushaman hai to kyaa hai duniyaa me.n nahii.n jisakaa ko_ii usakaa Kudaa hai) - 2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.