giitaayan An Interface to ISB

bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan - Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1961)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
% bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n gar tum par naa marate to jiinaa thaa aasaan mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n (chaahat ke sa.ndesh lekar aatii hai shaam gar tum bhii aa jaate to aa jaataa aaraam ) - 2 dil kii bastii bas hii jaatii merii har dha.Dakan ye gaatii tum aate to mujhapar hotaa kitanaa ba.Daa ehasaan bin dekhe aur bin pahachaane ... (bekal mere aramaa.n, bekal hai meraa pyaar kabase mai.n karataa huu.N tumhaaraa intazaar ) - 2 kabase merii baahe.n suunii jiivan kii ye raahe.n suunii tum bin kaise puure ho.nge dil me.n base aramaan bin dekhe aur bin pahachaane ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.