giitaayan An Interface to ISB

a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar - Bahu (1955)  

Lyrics: S H Bihari | Music: Hemant Kumar | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
aa~ (a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar)-2 pyaarii pyaarii raat me.n baj rahe hai.n dil ke taar a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar pyaarii pyaarii raat me.n baj rahe hai.n dil ke taar a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar (luTaa rahii hai raat aaj, dono.n haath se khushii)-3 (machal machal ke keh rahii hai har taraf se zi.ndagii)-2 aisii raat phir kahaa.N jo kar de dil ko bekaraar a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar (chamak pe aaj hus.n kii, bahak rahii hai har nazar)-2 (pukaarataa hai har koii, zaraa idhar zaraa idhar)-2 dekh dekh jal rahe hai.n diip ruup kaa si.ngaar a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar pyaarii pyaarii raat me.n baj rahe hai.n dil ke taar a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.