giitaayan An Interface to ISB

kyuu.N a.nkhiyaa.N bhar aa_ii.n ... bhuul sake na ham tumhe.n - Tamaashaa (1952)  

Lyrics: Bharat Vyas | Music: Manna Dey | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
kyuu.N a.nkhiyaa.N bhar aa_ii phir ko_ii yaad aayaa kyuu.N a.nkhiyaa.N bhar aa_ii ( bhuul sake na ham tumhe.n aur tum to jaake bhuul gaye ) -2 ro ro ke kahataa hai dil kyuu.N dil ko lagaa ke bhuul gaye bhuul sake na ham tumhe.n bevafaa ye kyaa kiyaa dil ke badale Gam diyaa muskuraa_ii thii ghaDii bhar raat din ab ro_uu.n piyaa ek palak cha.ndaa mere yuu.n jhalak dikhaa ke bhuul gaye bhuul sake na ham tumhe.n kaunasii thii bairan ghaDii vo jabake tujhase ulajhe nayan sukh ke miiThe jhuule me.n rumajhum jhuum uThaa thaa paavan saa man din sunahare raate.n rupahalii tum mile mai.n hu_ii magan aa.Nkh khulii to maine dekhaa dekhaa thaa ek jhuuTaa sapan sapano.n ke sa.nsaar me.n meraa man bharamaake bhuul gaye bhuul sake na ham tumhe.n aur tum to jaake bhuul gaye bhuul sake na ham tumhe.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.