giitaayan An Interface to ISB

terii Kaatir jal rahe.n hai.n - Paigham (Pakistan) (1964)  

Lyrics: Faiyaz Hashmi | Music: A Hameed | Singer(s): Noorjehan 
View in Nagari (Hindi)
(terii Kaatir jal rahe.n hai.n kab se parawaane pyaar kyaa hai kyaa bataa_e.N tujh ko diiwaane) -2 laakh terii beruKii ham pe sitam .Dhaatii rahii jis qadar tujhako bhulaayaa terii yaad aatii rahii ho ga_e tere liye ham sab se begaane pyaar kyaa hai kyaa bataa_e.N tujh ko diiwaane terii Kaatir jal rahe.n hai.n ... dil luTaakar bhii terii duniyaa me.n rah sakate nahii.n -2 ham tere hoke bhii tujhako apanaa kah sakate nahii.n dil me.n rah jaa_e.Nge yuu.N hii dil ke afasaane pyaar kyaa hai kyaa bataa_e.N tujh ko diiwaane terii Kaatir jal rahe.n hai.n kab se parawaane pyaar kyaa hai kyaa bataa_e.N tujh ko diiwaane terii Kaatir jal rahe.n hai.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.