giitaayan An Interface to ISB

chishtii ne jis zamiin me.n paigaam\-e\-haq sunaayaa - (Non-Film)  

Lyrics: Iqbal | Music:  | Singer(s):  
View in Nagari (Hindi)
chishtii ne jis zamiin me.n paigaam-e-haq sunaayaa naanak ne jis chaman me.n vehadaa kA giit gaayaa tAtAriyo.n ne jis ko apanA vatan banaayaa is ne hizaariyo.n se dush-arab churaayaa meraa vatan vohii hai meraa vatan vohii hai yUnaaniyo.n ko jis ne hairaan kar diyaa thA saare jahaa.N ko jis ne ilmo-hunar diyaa thA miTTI ko jisakii haq ne zar kA asar diyaa thA turko.n kA jis ne daaman hIro.n se bhar diyaa thA meraa vatan vohii hai, meraa vatan vohii hai TuuTe the jo sitaare faaris ke aasamaa.n se phir tab deke jis ne chamakaayaa kahakashaa se vehadat kii lAI sUnii thI duniyaa ne jis makaan se mIr-e-arab ko AI Tha.nDii havaa jahaa.N se meraa vatan vohii hai, meraa vatan vohii hai ba.nde kalIm jis ke, parabat jahaa.N ke siinaa nuh-e-nabii kA aksar Theharaa jahaa.N safiinaa rifat hai jis zamI.n kii bAm-i-falak kA ziinaa jannat kii zindagii hai jis kii fazaa me.n jiinaa meraa vatan vohii hai, meraa vatan vohii hai ## Translation of above song: National Song For Indian Children This land where Chishti* delivered the message of truth and Nanak delivered the message of divine unity. This land adopted by Turks selected by Arabs. This is mine, my native land. The amazed Greeks mused while wisdom flowed from here to everywhere! Its dust is gold. Its diamonds fell in a heap. into the Turks outstretched palms. This is mine, my native land. This land where scholars, who fell meteor-like from the skies of Iran, were nurtured, polished, and once again sent back to crown the milky-way. the unity of God, the solace of Prophet, it all arose from my village hut. This is mine, my native land. Its denizens, wise like Moses, its mountains,. grand like Sinai, its oceans, the anchor for Noahm its earth a stairway to the skies; a breathing paradise on earth. This is mine, my Native land. ##
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.