giitaayan An Interface to ISB

do naino.n me.n aa.Nsuu bhare hai.n - Khushboo (1975)  

Lyrics: Gulzar | Music: R D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
do naino.n me.n aa.Nsuu bhare hai.n ni.ndiyaa kaise samaa_e %% interlude begins with an instrument similar to saarangi .. but not quite... %% continued by small sarod piece with piano keys pitched at the chord points %% finally .. tons of high pitch violins takes over ........ %% Duubii-Duubii aa.Nkho.n me.n sapano.n ke saa_e raat bhar apane hai.n din me.n paraa_e kaise naino.n me.n ni.ndiyaa samaa_e do naino.n me.n aa.Nsuu bhare hai.n ni.ndiyaa kaise samaa_e %% a sensitive sitaar tune, taken over by gush of smooth high pitch violins... %% jhuuThe tere vaado.n pe baras bitaa_e zi.ndagii to kaaTii ye raat kaT jaa_e kaise naino.n me.n ni.ndiyaa samaa_e... do aa.Nsuu me.n t... aa.Nsuu bhare hai.n ni.ndiyaa kaise samaa_e
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.