giitaayan An Interface to ISB

Gam diye mustaqil, itanaa naazuk hai dil, ye na jaanaa - Shahjehan (1946)  

Lyrics: Majrooh | Music: Naushad | Singer(s): Saigal 
View in Nagari (Hindi)
Gam diye mustaqil, itanaa naazuk hai dil, ye na jaanaa haay haay ye zaalim zamaanaa de uThe daag lo unase ai mahalo.n kah sunanaa haay haay ye zaalim zamaanaa dil ke haatho.n se daaman chhu.Daakar Gam kii nazaro.n se nazare.n bachaakar uThake vo chal diye, kahate hii rah gaye ham fasaanaa haay haay ye zaalim zamaanaa koii merii ye ruudaad dekhe, ye mohabbat kii bedaad dekhe phuuk rahaa hai jigar, pa.D rahaa hai magar muskuraanaa haay haay ye zaalim zamaanaa Gam diye mustaqil, itanaa naazuk hai dil, ye na jaanaa haay haay ye zaalim zamaanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.