giitaayan An Interface to ISB

ho.nTho.n pe sachchaaii rahatii hai jahaa.N dil me.n safaaii rahatii hai - Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (1960)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Mukesh 
View in Nagari (Hindi)
(ho.nTho.n pe sachchaaii rahatii hai jahaa.N dil me.n safaaii rahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai ) - 2 (mehamaa.N jo hamaaraa hotaa hai vo jaan se pyaaraa hotaa hai ) - 2 zyaadaa kii nahii.n laalach hamako tho.De me guzaaraa hotaa hai - 2 bachcho.n ke liye jo dharatii maa.N sadiyo.n se sabhii kuchh sahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai (kuchh log jo zyaadaa jaanate hai.n insaan ko kam pahachaanate hai.n ) - 2 ye puurab hai puurab vaale har jaan kii qiimat jaanate hai.n - 2 mil-jul_ke raho aur pyaar karo ek chiiz yahii jo rahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai (jo jisase milaa siikhaa hamane Gairo.n ko bhii apanaayaa hamane ) - 2 matalab ke liye a.ndhe hokar roTii ko nahii.n puujaa hamane - 2 ab ham to kyaa saarii duniyaa saarii duniyaa se kahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai (ham kal kyaa the, ham aaj hai.n kyaa isakaa hii nahii.n abhimaan hame.n) - 2 jis raah pe aage ba.Dhanaa hai hai usakii bhii pahachaan hame.n - 2 is dhaaraa ko kisane rokaa ye ba.Ndhake bhalaa kab rahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai ho.nTho.n pe sachchaaii rahatii hai jahaa.n dil me.n safaaii rahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.