giitaayan An Interface to ISB

in havaao.n me.n, in fizaao.n me.n tujhako meraa pyaar pukaare - Gumrah (1963)  

Lyrics: Sahir | Music: Ravi | Singer(s): Mahendra Kapoor, Asha 
View in Nagari (Hindi)
% (1st 2 stanzas only) in havaao.n me.n, in fizaao.n me.n tujhako meraa pyaar pukaare aajaa aajaa re, tujhako meraa pyaar pukaare ruk nA paauu.n mai.n, khichatii aauu.n mai.n, dil ko jab diladaar pukaare aajaa aajaa re tujhako meraa pukaare tujhase ra.ngat, tujhase mastii in jharano me.n, in phuulo.n me.n tere dam se merI hastii jhuule chaahat ke jhuulo.n me.n machalii jaaye.n shokh uma.nge, do baaho.n kA haar pukaare aajaa aajaa re dil me.n tere dil kii dha.Dakan, aa.Nkh me.n terI aa.Nkh kA jaadu lab par tere lab ke sa.ng, saa.Ns me.n terI saa.Ns kii khushabuu zulfo.n kA har pe.nch bulaaye, A.Nchal kA har taar pukaare aajaa aajaa re, tujhako meraa pyaar pukaare % Although the mood shifts, I find the "sad" version just a tad nicer... % (1st 2 stanzas again) !< in havaao.n me.n, in fizaao.n me.n tujhako meraa pyaar pukaare aajaa aajaa re, tujhako meraa pyaar pukaare ruk nA pAuu.n mai.n, khi.nchatI aauu.n mai.n dil ko jab diladaar pukaare lauT rahii hai.n merI sadAye.n diivaro.n se sar Takaraa ke haath paka.D kar chalane vaale ho gaye ruKasat haath chhu.Daake unako kuchh bhI yaad nahii.n hai, ab koI sau baar pukaare ilm nahii.n thA itanI jal{}dii khatam fasaane ho jaaye.nge tum begaane ban jaaoge, ham diivaane ho jaaye.nge kal baaho.n kA haar milaa thA, aaj ashko.n kA haar pukaare aajaa aajaa re, tujhako meraa pyaar pukaare
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.