giitaayan An Interface to ISB

jab bhii jii chaahe na_ii duniyaa basaa lete hai.n log - Daagh (1973)  

Lyrics: Sahir | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
jab bhii jii chaahe na_ii duniyaa basaa lete hai.n log ek chehare pe ka_ii chehare lagaa lete hai.n log yaad rahataa hai kise guzare zamaane kaa chalan yaad rahataa hai kise sard pa.D jaatii hai chaahat haar jaatii hai lagan ab mohabbat bhii hai kyaa ik tijaarat ke sivaa ham hii naadaa.n the jo o.Dhaa biitii yaado.n kaa qafan varanaa jiine ke li_e sab kuchh bhulaa dete hai.n log jaane vo kyaa log the jinako vafaa kaa paas thaa Jaane vo kyaa log the duusare ke dil pe kyaa guzaregii ye ehasaas thaa ab hai.n patthar ke sanam jinako ehasaas naa ho vo zamaanaa ab kahaa.N jo ahal-e-dil ko raas thaa ab to matalab ke li_e naam-e-vafaa lete hai.n log
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.