giitaayan An Interface to ISB

ye kuuch ke waqt kaisii aawaaz - Kaarwaan-E-Hayaat (1935)  

Lyrics:  | Music: Mihir Kiran Bhattacharya | Singer(s): Pahadi Sanyal 
View in Nagari (Hindi)
ye kuuch ke waqt kaisii aawaaz dil ke kaano.n me.n aa rahii hai ye kyaa biso???? hai, ye kyaa kashiish hai jo mujh ko waapas bulaa rahii hai bichhe hu_e hai zamii.n pe motii ## shu_aa_e.N = waves of fire/electricity ## shu_aa_e.N baadal pe chal rahii hai.n fizaa_e.N ra.ngii.n hai.n aisii dilakash jo mujh ko waapas bulaa rahii hai.n pari.nde shaakho.n me.n gaa rahe hai.n hawaa_e.N jhuulaa jhulaa rahii hai.n inhii.n me.n koyal kii kuuk bhii hai jo mujh ko waapas bulaa rahii hai ## shajar - tree, sar+niguu.n - sar jhukaa huaa ## ## nasiim-e-saharii = the gentle fragrant morning breeze ## chhuTaa jo kaa.NTo.n se apanaa daaman to ba.Dhake dariyaa me.n (bah rahaa)??? hai shajar kii har shaaK saraniguu.N hai nasiim-e-saharii bulaa rahii hai ye kuuch ke wa.a.a.aqt
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.