giitaayan An Interface to ISB

aa_o sakhii is dukhiyaa man kii ... mere piyaa ko Dhuu.ND ke laa_o sakhii - Ghunghat (Pakistan) (1962)  

Lyrics: Faiz Ahmad Faiz | Music: Khurshid Anwar | Singer(s): Noorjehan 
View in Nagari (Hindi)
aa_o sakhii is dukhiyaa man kii,aa kar dhiir ba.ndhaao rii jaane piyaa kis des sidhare unakaa khoj lagaao rii mere piyaa ko Dhuu.ND ke laa_o sakhii ko_ii piyaa ko Dhuu.ND ke laa_o sakhii jaane kahaa.N vo kho ga_e haa.N, kis bairan ke ho ga_e pal bhar pii kaa mukha.Daa dekhaa kaalii rain huii ujayarii shahb dikhalaa ke Duubaa cha.Ndaa bintii kar kar haarii, re ko_ii unakii suuratiyaa dikhaao sakhii mere piyaa ko Dhuu.ND ke laao sakhii jaane kahaa.N vo kho ga_e haa.N , kis bairan ke ho ga_e chhaa_ii chaaro.N or udaasii manavaa pal pal unhai.N are birhaa agan me.n jal marne ko saiyaa.N cho.D sidhare ko_ii unako manaa kar laa_o sakhii mere piyaa ko Dhuu.ND ke laao sakhii jaane kahaa.N vo kho ga_e haaN , kis bairan ke ho ga_e
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.