giitaayan An Interface to ISB

saajan aanaa naav puraanaa - (Non-Film)  

Lyrics:  | Music:  | Singer(s): Talat 
View in Nagari (Hindi)
saajana aanaa saajana aanaa naava puraanaa saajana aanaa man giit prem ke gaaye re un giito.n ko tum gaanaa saajana aanaa naino.n me aansuu rehate hai.n aur ro ro kar ye kehate hai.n saawan ke mahiine aaye re tum hamako na tarasaanaa saajana aanaa baat baat par jii bhar aaye hai saawan ki rumjhum na bhaaye hai mohe pal bhar chain na aaye re tum sukha varshaa barsaanaa saajana aanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.