giitaayan An Interface to ISB

saajan bin nii.nd na aave - Munimji (1955)  

Lyrics: Sahir | Music: S D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
saajan bin nii.nd na aave viraha sataave un bin mohe kachuna bhaave (kaise kahuu.N mai.n)-3 saajan bin... ma pa sa ni da pa ma pa ma ma ga pa ma aa aaa (karake thho.De din kii priit man se ruuTe man ke miit)-2 dukh ke sapan dukh ke giit (kaise kahuu.N mai.n)-3 saajan bin... (tan ko phuuke man kii yaad man ko phuuke viraha raag)-2 apane apane sab(?) ke Daag (kaise kahuu.N mai.n)-3 saajan bin... saajan bin nii.nd na aave viraha sataave un bin mohe kachuna bhaave (kaise kahuu.N mai.n)-3 saajan bin...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.