giitaayan An Interface to ISB

dillii kii galiyo.n me.n - Doli (1947)  

Lyrics: Nazim Panipati | Music: Ghulam Mohammad | Singer(s): Zohra Bai, Durrani 
View in Nagari (Hindi)
zoharaa : dillii kii galiyo.n me.n jiyaa naahii laage mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii vaadaa karake biit gaye hai maarch, aprail aur ma_ii mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii ... du : are dillii naa chho.D ye to apanaa hai des zo : chale.n ham tum bamba_ii wahaa.N dekhe.nge ##race## du : yahaa.N dil ke tamaashe, yahaa.N naino.n ke khel yahaa.N qutub saab kii laaT zo : wahaa.N daadar aur parel mil jaae.nge us nagarii me.n tere jaise ka_ii mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii ... du : yahaa.N sakhiyaa.N bhii hai.n, torii mai.nyaa bhii hai yahaa.N torii nanadiyaa kaa bhaiyaa bhii hai zo : wahaa.N izzat bhii hai aur rupaiyaa bhii hai wahaa.N saigal bhii hai aur suraiyaa bhii hai kyaa karuu.Ngii dillii me.n mai.n ya_ii ya_ii ya_ii ya_ii ya_ii mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.