giitaayan An Interface to ISB

chaudahavii.n ma.nzil pe jaalim aa gayaa - (Non-Film)  

Lyrics: Fayyaz Hashmi | Music: Kamal Dasgupta | Singer(s): Talat 
View in Nagari (Hindi)
chaudahavii.n ma.nzil pe jaalim aa gayaa, aa gayaa chaa.Nd mere chaa.Nd se sharamaa gayaa, sharamaa gayaa ho gae Dore gulaabii gaal ke ra.ng to dekho sharaabhii aa.Nkh ke jis ne dekhaa bin piye laharaa gayaa chaa.Nd mere chaa.Nd se sharamaa gayaa zulf me.n ra.ngat hai kaalii raat kii raat bhii kaisii kisii barasaat kii zulf laharaa_ii to baadal chhaa gayaa chaa.Nd mere chaa.Nd se sharamaa gayaa do ka.nval ke phuul hai.n yaa gaal hai.n kuchh sunaharii hai.n jhalak kuchh laal hai.n * dekh kar 'faiyaaz' mai.n ghabaraa gayaa chaa.Nd mere chaa.Nd se sharamaa gayaa, sharamaa gayaa % *The line is actually given as: kuchh sunaharii hai jhalak kuchh laal hai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.