giitaayan An Interface to ISB

raam naam dhan paayaa mai.nne - Prithvi Vallabh (1943)  

Lyrics: Pt Sudarshan | Music: Saraswati Devi, Rafiq Ghaznavi | Singer(s): Menaka (Shirodkar) 
View in Nagari (Hindi)
raam naam dhan paayaa mai.nne raam naam dhan paayaa naa mai.n tiirath karane nikalii naa mai.n brahma rijhaayaa raam naam dhan aap simaT kar more ghar me.n aayaa naa mai.ne ga.ngaa gayii nahaane naa mai.n sha.nkh bajaayaa janam janam kii qisamat jaagii man me.n raam samaayaa duujaa dhan hai aanaa jaanaa chalatii phiratii chhaayaa raam naam dhan ghaTat ghaTe nahii.n dam-dam ho.nTh samaayaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.