giitaayan An Interface to ISB

dono.n ke dil hai.n majabuur pyaar se - Nargis (1993)  

Lyrics: Majrooh | Music: Basu Chakravarty | Singer(s): Jagjit Singh, Lata 
View in Nagari (Hindi)
la: majabuur pyaar se dono.n ke dil hai.n majabuur pyaar se ham kyaa kare.n merii jaa.N tum kyaa karo merii jaa.N tum kyaa karo ja: dono.n ke dil hai.n majabuur pyaar se ham kyaa kare.n merii jaa.N tum kyaa karo la: merii jaa.N tum kyaa karo la: ham to sanam tumako chaahe umar bhar dekhe.n dil kii pyaas kahatii hai aur ek nazar dekhe.n ja: ho dekho hamaaraa bhii haal haradam tumhaaraa Kayaal dil me.n uThaataa hai tuufaa.N ham kyaa kare.n la: tum kyaa karo... ja: lekar tumhaaraa naam aise khoye rahate hai.n aaj hamako diiwaanaa ha.Nsake log kahate hai.n la: ho jis dil me.n hotaa hai pyaar kaise na ho beqaraar ye dil agar hai pariishaa.N ham kyaa kare.n ja: tum kyaa karo...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.