giitaayan An Interface to ISB

aa gayaa lab pe afasaanaa-e-aashiqii - Noorjehan (1967)  

Lyrics: Shakeel | Music: Roshan | Singer(s): Asha, Usha 
View in Nagari (Hindi)
aa gayaa lab pe afasaanaa-e-aashiqii ab kisii bhii fasaane kii paravaah nahii.n ham to unase mohabbat ki_e jaaye.nge ab hame.n is zamaane kii paravaah nahii.n aaj ai ishq saayaa teraa sar pe hai taaj qadamo.n me.n hai taKt Thokar pe hai mil ga_ii hai.n hame.n pyaar kii daulate.n ab kisii bhii Kazaane kii paravaah nahii.n zindagii me.n bahaare.n rahe.ngii.n sadaa hamane ulfat ke gulashan me.n paa lii jagah chaahe bijalii gire yaa chale.n aa.Ndhiyaa.N ab hame.n aashiyaane kii paravaah nahii.n bandagii kar rahe hai.n mohabbat kii ham ye nahii.n jaanate kyaa hai dair-o-haram jhuk ga_ii hai jabii.n husn ke saamane ab kahii.n sar jhukaane kii paravaah nahii.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.