giitaayan An Interface to ISB

tumhii.n ho tumhii.n ho jaan-e-jaa.N ab merii zi.ndagii - Rangeelaa Ratan (1976)  

Lyrics: Gulshan Bawra | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Kishore, Lata 
View in Nagari (Hindi)
tumhii.n ho tumhii.n ho jaan-e-jaa.N ab merii zi.ndagii tumhii.n ho tumhii.n ho jaan-e-jaa.N ab merii zi.ndagii sapane to apane hoke rahe.nge hame.n thaa yaqee.n aap ik din kahe.nge tumhii.n ho tumhii.n ho jaan-e-jaa.N ab merii zi.ndagii dilo.n kaa baseraa basaaye.n wahaa.N pe ko_ii pyaar kaa naa ho dushman jahaa.N pe dilo.n kaa baseraa basaaye.n wahaa.N pe ko_ii pyaar kaa naa ho dushman jahaa.N pe wahee.n pe milegii zin.dagii kii har Khushii tumhii.n ho tumhii.n ho jaan-e-jaa.N ab merii zi.ndagii mohabbat ke ye din kabhii naa bhulaa_e.n sadaa pyaar ke ham madhur giit gaa_e.n mohabbat ke ye din kabhii naa bhulaa_e.n sadaa pyaar ke ham madhur giit gaa_e.n jawaa.N dha.Dakano.n ke saaz me.n hai dilakashii tumhii.n ho tumhii.n ho jaan-e-jaa.N ab merii zi.ndagii tumhii.n ho tumhii.n ho jaan-e-jaa.N ab merii zi.ndagii sapane to apane hoke rahe.nge hame.n thaa yaqee.n aap ik din kahe.nge tumhii.n ho tumhii.n ho jaan-e-jaa.N ab merii zi.ndagii
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.