giitaayan An Interface to ISB

ai zi.ndagii hu_ii kahaa.N bhuul - Namumkin  

Lyrics: Anjaan | Music: R D Burman | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
ai zi.ndagii hu_ii kahaa.N bhuul jisakii hame.n milii ye sazaa ai zi.ndagii hu_ii kahaa.N bhuul jisakii hame.n milii ye sazaa kahaa.N se kahaa.N laa_ii tuu hame.n hamase hai kyuu.N itanii Kafaa ai zi.ndagii ... kahaa.N ga_e din wo suhaane kahaa.N khoyaa pyaar hamaaraa kahaa.N u.Dii kyaa chi.ngaarii jal gayaa wo sukh saaraa ho.a apanaa kahii.n ko_ii nahii.n laa ke kahaa.N hame.n maaraa ai zi.ndagii hu_ii kahaa.N bhuul jisakii hame.n milii ye sazaa ai zi.ndagii ... biite jo dil pe hamaare jaake kahaa.N kisako sunaa_e.N chhalake jo aa.Nkho.N se dil ke aa.Nsuu ye kisako dikhaa_e.N ho.a kaun sune dil kaa ye Gam dushman hai jag saaraa ai zi.ndagii hu_ii kahaa.N bhuul jisakii hame.n milii ye sazaa ai zi.ndagii ... jaa_e.N to ham kahaa.N jaa_e.N suujhe na ko_ii kinaaraa bhar gayaa jii yahaa.N jii ke chho.DD de piichhaa hamaaraa ho.a terii qasam, duniyaa me.n ham aa_e.Nge naa dobaaraa ai zi.ndagii hu_ii kahaa.N bhuul jisakii hame.n milii ye sazaa kahaa.N se kahaa.N laa_ii tuu hame.n hamase hai kyuu.N itanii Kafaa ai zindagee huee kahaaN bhool ai zi.ndagii kyaa hai.n tere khel tere siwaa kisako pataa kis mo.D pe kyaa de hame.n kis mo.D pe chhiin le kyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.