giitaayan An Interface to ISB

teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa - Hum Naujawaan (1985)  

Lyrics: Anjaan | Music: R D Burman | Singer(s): Asha 
View in Nagari (Hindi)
teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa -2 terii-meri saa.Nso.n kaa hai, rishtaa kyaa anjaanaa teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa terii-meri saa.Nso.n kaa hai, rishtaa kyaa anjaanaa teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa mere tan me.n, mere man me.n -2 jaagii ye jha.nkaar kyaa naram labo.n ko chhuu gayaa jaise pahalaa chumban pyaar kaa baawaraa man meraa chhe.D ke puuchhe ye tujhe kyaa hu_aa, kyaa hu_aa teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa terii-meri saa.Nso.n kaa hai, rishtaa kyaa anjaanaa teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa deke lenaa, leke denaa -2 rasm hai sa.nsaar kii sab kuchh de ke kuchh naa lenaa, aadat hai ye pyaar kii aa gale milake puuchh le mujhase tuune ye kyaa kiyaa, kyaa kiyaa teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa terii-meri saa.Nso.n kaa hai, rishtaa kyaa anjaanaa teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.