giitaayan An Interface to ISB

guu.Njii sii hai saarii fizaaa - Kyun Ho Gaya Na (2004)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: Shankar-Ehsaan-Loy | Singer(s): Sadhana Sargam, Udit Narayan 
View in Nagari (Hindi)
saa: guu.Njii sii hai saarii fizaa jaise bajatii ho.n shahanaa_iiyaa.n laharaatii hai mahakii hawaa gunagunaatii hai.n tanhaa_iiyaa.n sab gaate hai.n sab hii madahosh hai.n ham tum kyo.n Kaamosha hai.n saaze dil chhe.Do naa chup ho kyo.n gaao naa aa_o naa, aa_o naa, aa_o naa, aa_o naa tan man me.n kyo.n aisii dahakii hu_ii Tha.nDii sii ik aag hai ho saa.Nso.n me.n hai kaisii ye raaginii dha.Dakan me.n kyaa raag hai ye hu_aa kyaa hame.n hamako samajhaa_o naa sab gaate hai.n sab hii madahosh hai.n ham tum kyo.n Kaamosh hai.n dil me.n jo baate.n hai.n ho.NTo.n pe laa_o naa aa_o naa aa_o naa... u: ab ko_ii duurii na ulajhana ko_ii bas ek iqaraar hai ab ham kahii.n naa tum ho kahii.n bas pyaar hii pyaar hai sun sako dha.Dakane.n itane paas aa_o na sab gaate hai.n sab hii madahosh hai.n ham tum kyo.n Kaamosh hai.n ab mere sapano.n pe tum hii tum chhaa_o na aa_o naa aa_o naa...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.