giitaayan An Interface to ISB

chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan - Kabli Khan (1963)  

Lyrics: Majrooh | Music: Chitragupt | Singer(s): Lata, Rafi, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan lahuu maa.Ngatii hai zamiin-e-vatan [2] chalo jhuumate... ( jahaa.N ham jiye, jahaa.N ham pale zamii.N hai wo dushman ke qadamo.N tale ) -2 zamii.N mat kaho hai wo apanaa badan, apanaa badan chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan lahuu maa.Ngatii hai -e-vatan chalo jhuumate... muKaalif ka_ii harik? aashiyaa.N kahii.N par baguule?, kahii.N aandhiyaa.N are luT na jaaye hamaaraa chaman, hamaaraa chaman % baguulaa (also known as "babuulaa") -> dust storm, whirlwind chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan lahuu maa.Ngatii hai -e-vatan chale sar liye hathelii pe ham shahiido.n ke zindaa lahuu kii qasam ki maranaa vatan pe hamaaraa chalan chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan lahuu maa.Ngatii hai -e-vatan
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.