% \startsong \stitle{##sir## bhii ruuThe ruuThe hai.n}% \film{Aakrosh/ A Cyclone of Anger}% \year{1998}% \starring{Sunil Shetty, Shilpa Shetty, Suresh Oberoi, Girish Karnad, Kulbhushan}% \singer{Kavita Subramaniam, Chorus}% \music{Anand Raj Anand}% \lyrics{Faiz Anwar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ##sir## bhii ruuThe ruuThe hai.n ##teacher## bhii ruuThii ruuThii hai.n ##piknik## me.n nahii.n ko_ii shor ham to ho ga_e bor aapane sikhaayaa hame.n ha.Nsaa karo haradam haradam khush raho pyaar karo gussaa karo kam kam khud phir to ha.Nso naa gussaa kam karo naa ham jo ruuTh ga_e to nahii.n chalegaa ko_ii zor ##piknik## me.n nahii.n ko_ii \threedots mai.n nahii.n ruuThii tumase bachcho.n kisii ne mujhe sataayaa kisane vahii jo saath hamaare ##piknik## me.n aayaa ##sir## a.ndar se jaise bhii uupar se sachche lagate hai.n gusse me.n ##teacher## tumhaarii aur bhii achchhii lagatii hai jhaa.njhariyaa usakii khanak ga_ii chunarii bhii sar se sarak ga_ii merii nazar usase milii to usakii nazar sharamaa ke jhuk ga_ii jhaa.njhariyaa kitaabe.n bahut sii pa.Dhii ho.ngii tumane magar ko_ii cheharaa bhii tumane pa.Dhaa hai pa.Dhaa hai merii jaa.n nazar se pa.Dhaa hai bataa mere chehare pe kyaa kyaa likhaa hai % #endindian \endsong