% \startsong \stitle{mil ga_e dil ab to khul ke mil zaraa ... na jiinaa yah kaam hai mushkil zaraa}% \film{Agni}% \year{1988}% \starring{Mithun, Amrita, Chunky, Mandakini, Anupam Kher, Mausami, Tanuja}% \singer{Alka Yagnik, Mohammed Aziz, Munna Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mil ga_e dil ab to khul ke mil zaraa na jiinaa yah kaam hai mushkil zaraa jaan le le de de vaapas dil zaraa na jiinaa yah kaam hai \threedots haath meraa chho.D sa_iyaa.n sharm se mai.n mar chalii tuu hai ko_ii Te.Dhaa kaa.NTaa mai.n ba.Dii naazuk kalii ai kalii ab phuul ban ke khil zaraa na jiinaa yah kaam hai \threedots lauT jaa_uu.n yaa mai.n barasuu.n ban ke saavan kii jha.Dii kyaa karuu.n jaa_uu.n kahaa.n mai.n raaste me.n huu.N kha.Dii ba.Dh ke chhuu le apanii tuu ma.nzil zaraa na jiinaa yah kaam hai \threedots ek bas terii tamannaa dil ke har aramaan me.n aa zaraa le jaa_e.n kashtii pyaar ke tuufaan me.n chho.D tuufaa.n ko dikhaa saahil zaraa na jiinaa yah kaam hai \threedots % #endindian \endsong