% \startsong \stitle{chupachaap so rahe hai.n ... tujhe kho diyaa hamane}% \film{Aan}% \year{1952}% \starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira, Premnath, Mukri, Cukoo}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10603 [V S Rawat] % Comments: First colored film in Hindi, First film of Nadira % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % % this sher was not in the song version I have. % I found this sher prefixed to this song in a book ra \: chupachaap so rahe hai.n vo aanabaan vaale aaKir gire zamii.n par uu.Nchii u.Daan vaale la \: tujhe kho diyaa hamane paane ke baad ho tujhe kho diyaa hamane paane ke baad terii yaad aa_ii terii yaad aa_ii tere jaane ke baad terii yaad aa_ii tujhe kho diyaa hamane milaa thaa naa jab tak judaa_ii kaa Gam mohabbat kaa matalab na samajhe the ham ta.Dapane lage tiir khaane ke baad ta.Dapane lage ta.Dapane lage tiir khaane ke baad terii yaad aa_ii terii yaad aa_ii tere jaane ke baad terii yaad aa_ii tujhe kho diyaa hamane nigaaho.n me.n ab tuu samaane lagaa teraaaa naam ho.nTho.n pe aane lagaa huye ham tere ek zamaane ke baad huye ham tere huye ham tere ek zamaane ke baad terii yaad aa_ii terii yaad aa_ii tere jaane ke baad terii yaad aa_ii tujhe kho diyaa hamane mohabbat milii aur tuu kho gayaa tuu kho gayaa o badalate hii qismat ye kyaa ho gayaa kyaa ho gayaa Kushii chhin ga_ii dil lagaane ke baad Kushii chhin ga_ii Kushii chhin ga_ii dil lagaane ke baad terii yaad aa_ii terii yaad aa_ii tere jaane ke baad terii yaad aa_ii % #endindian \endsong