% \startsong \stitle{gadho.n par baiTh kar ham ... dekho\-dekho hazuur}% \film{Alibaabaa Aur 40 Chor/ Alibaabaa And Forty Thieves/ Alibaabaa & 40 Thieves}% \year{1954}% \starring{Mahipal, Shakeela, B M Vyas, S N Tripathi}% \singer{Rafi, Shamshad}% \music{S N Tripathi, Chitragupt}% \lyrics{Raja Mehandi Ali Khan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10320 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: The song was also in Diler Dakoo - 1956 % \printtitle #indian % ra \: gadho.n par baiTh kar ham shahar ke chakkar lagaa_e.Nge ho hii isii qaabil hame.n tumase muhabbat hai ye duniyaa ko bataa_e.Nge qurabaan jaa_uu.N tumhaare bataane pe sha \: dekho\-dekho hazuur ye hai.n khaTTe a.nguur ajii chho.Do ye haath nahii.n aa_e.Nge ra \: o merii jannat kii huur tuu hai arabii khazuur tere saa_e me.n zindagii bitaa_e.Nge sha \: dekho\-dekho hazuur \threedots ra \: achchhaa lage hai mujhe o merii bulabul gaanaa teraa chahachahaanaa teraa sha \: achchhaa lage na mujhe o piichhe\-piichhe aanaa teraa khilakhilaanaa teraa \-2 ra \: terii aa.Nkhe.n billuur miiThe\-miiThe a.nguur inhe.n sharabat banaa ke pii jaa_e.Nge sha \: dekho\-dekho hazuur \threedots ra \: bhuulaa nahii.n hai mujhe nazare.n jhukaa kar aanaa teraa muskuraanaa teraa \-2 sha \: mujhako bhii yaad hai pahalaa tamaachaa khaanaa teraa bhaag jaanaa teraa \-2 ra \: jo karegii qabuul ham ban ke la.nguur tere kuuche me.n udham machaa_e.Nge sha \: dekho\-dekho hazuur \threedots % #endindian \endsong