% \startsong \stitle{jaaduugar jaaduu kar jaa_egaa}% \film{Alibaaba Aur 40 Chor}% \year{1980}% \starring{Dharmendra, Hema Malini, Zeemat Aman, Prem Chopra, Madan Puri}% \singer{Kishor, Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10746 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ki \: jaaduugar \-3 jaaduugar jaaduu kar jaa_egaa kisii ko samajh nahii.n aa_egaa o marajiinaa naach hasiinaa mushkil kar de sabakaa jiinaa \-2 nahii.n to nahii.n to jaaduugar jaaduu kar \threedots naachegii terii javaanii dekhegii duniyaa diivaanii \-2 har chiiz hai mere bas me.n kyaa aag hai kyaa hai paanii \-2 are chhuu mantar chhuu dekh idhar tuu pahan le inako le ye ghu.Ngharuu varanaa gazab ho jaa_egaa e jaaduugar jaaduu kar \threedots aa \: maanaa tujhe maine maanaa ho tuu jaaduugar hai diivaanaa \-2 bebas mujhe kar diyaa yuu.N hairaa.N hai saaraa zamaanaa \-2 bas had kar dii o bedardii batalaa kyaa hai terii marazii kab tak mujhe ta.Dapaa_egaa ki \: jaaduugar jaaduu kar jaa_egaa aa \: kisii ko samajh nahii.n aa_egaa aa \: qismat kaa chamakaa sitaaraa tuune mujhe jab pukaaraa ki \: chup\-chaap tuu naachatii jaa jab tak karuu.N mai.n ishaaraa \-2 aa \: o tere qadamo.n me.n sar hai tuu hai to phir kisakaa Dar hai jo hogaa dekhaa jaa_egaa ki \: e jaaduugar jaaduu kar jaa_egaa do \: kisii ko samajh nahii.n aa_egaa ki \: o marajiinaa naach hasiinaa \threedots % #endindian \endsong