% \startsong \stitle{bataa_o tum kaun ho Kayaalo.n me.n jo chhaa ga_e}% \film{Anmol}% \year{1993}% \starring{Manish Koirala, Rishi Kapoor}% \singer{Udit Narayan, Lata}% \music{Ram-Laxman}% \lyrics{Ravindra Rawal}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11646 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % la \: ( bataa_o tum kaun ho Kayaalo.n me.n jo chhaa ga_e abhii to maine Thiik se tumhe.n na pahachaanaa ) \-2 u \: tumhaaraa mai.n Kvaab huu.N tumhaaraa aramaan huu.N tumhaarii dha.Dakan mai.n ye tumane na jaanaa la \: kar le.n bharosaa kaise is baat pe ham hone do raftaa\-raftaa ye duuriyaa.N kam u \: kare faisalaa jo dil samajho sahii hai jo na lage begaanaa apanaa vahii hai la \: nazar se nazar ko tum ye kyaa samajhaa ga_e abhii to maine Thiik se \threedots u \: tumhaaraa mai.n Kvaab \threedots la \: tum saath chalate ho to lagataa hai aise bahate samay kii dhaaraa tham ga_ii ho jaise u \: mile roz aisii sazaa du_aa ham kare.nge tumase isii bahaane gale ham mile.nge la \: ye baa.Nho.n kaa mujhe haar tum gale me.n pahanaa ga_e abhii to maine Thiik se \threedots u \: tumhaaraa mai.n Kvaab huu.N la \: aa aa aa u \: tumhaaraa aramaan huu.N % #endindian \endsong