% \startsong \stitle{o paradesii ghar aa jaa more saajan more raajaa}% \film{Apna Paraya}% \year{1942}% \starring{Shahu Modak, Hansa, Sankatha, Kayam Ali, Gulzar}% \singer{Rajkumari}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Pt Indra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11995 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % o paradesii ghar aa jaa \-2 more saajan more raajaa \-2 o paradesii ghar aa jaa ( ghar me.n tere mausam aayaa aur tujhe sabane samajhaayaa ) \-2 taras nahii.n (?) hai birahan kaa ra.ng ( taras nahii.n hai birahan kaa ra.ng saawan ban kar chhaa jaa paradesii ghar aa jaa ) \-2 o paradesii ghar aa jaa \-2 ( kaliyaa.N ho ga_ii.n phuul kanerii (?) kaliyaa.N ho ga_ii.n phuul ) \-2 ( dekh zaraa aa kar niramohii kaliyaa.N ho ga_ii.n phuul ) \-2 joban ruuThaa jaaye balamawaa ( joban ruuThaa jaaye balamawaa ab to ise manaa jaa paradesii ghar aa jaa ) \-2 o paradesii ghar aa jaa \-2 more saajan more raajaa \-2 o paradesii ghar aa jaa \-2 % #endindian \endsong