% \startsong \stitle{sai.nyaa jii se chhip ke hu_ii kyaa terii baat bataa de beliyaa}% \film{Betaa}% \year{1992}% \starring{Anil Kapoor, Madhuri Dixit}% \singer{Anuradha Paudwal, Udit Narayan, Chorus}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sai.nyaa jii se chhip ke hu_ii kyaa terii baat bataa de beliyaa aa.Nkh jhuk jaa_egii o mujhako sharm aa_egii o aise kaise bataa duu.n hu_aa kyaa mere saath huu.N sun to beliyaa hai kasam tujhako tuu hamase kuchh naa chhipaa kaise bikharaa ye juu.De kaa gajaraa bataa bataa naa bataa naa mere gajare me.n baiThaa thaa bha.nvaraa sakhii mai.n jo haatho.n se usako u.Daane chalii Dor naazuk thii o_e o_e Dor naazuk thii chhuute hii TuuT ga_ii chhuuT ke aise gajare se bikharii kalii o_e o_e sai.nyaa jii se chhip ke \threedots tere ho.nTho.n pe daa.nto.n ke hai.n kyo.n nishaa.n yuu.n lage naakhuun tujhako kaise kahaa.n bataa naa bataa naa raaste me.n mujhe ek totaa milaa dekhate hii use meraa man jo khilaa pyaare tote ko mai.n sahalaane ga_ii cho.nch ho.nTho.n pe vo maar ke u.D gayaa o_e o_e sai.nyaa jii se chhip ke \threedots puuchhatii hai.n terii kaalii ulajhii laTe.n terii cholii me.n kaise pa.Dii.n salavaTe.n bataa naa bataa naa dard dil me.n uThaa thaa ko_ii ajanabii bekaraarii hu_ii mai.n ta.Dapane lagii pii.Daa mujhase sahii na ga_ii jab sakhii apane haatho.n se dil ko dabaane lagii o_e o_e kuchh samajh me.n na aa_e hai ye maajaraa tuune pahanaa hai kyuu.n ulTaa ye ghaagharaa bataa naa bataa naa paka.Dii ga_ii ho paka.Dii ga_ii paka.Dii ga_ii dekho paka.Dii ga_ii aa_o aa_o yahaa.n sab bataa_uu.ngaa mai.n bhed tumase naa ko_ii chhipaa_uu.ngaa mai.n mainaa tote se chhipake jo karatii hai jo diyaa baatii ke saath karataa hai dharatii jo aasamaa.n ko sunaatii hai bha.nvaraa kaliyo.n se jo baat karataa hai hamane to kii vahii baat to sun le beliyaa % #endindian \endsong