% \startsong \stitle{kaalii terii choTii hai paraa.ndaa teraa laal nii}% \film{Bahaar Aane Tak}% \year{1990}% \starring{Sumeet Saigal, Rupa Ganguli, Moon Moon Sen, Naviin Nishchal, Shammi}% \singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kaalii terii choTii hai paraa.ndaa teraa laal nii ruup kii o raanii tuu paraa.nde ko sambhaalanii kisii manachale kaa tujh pe aa gayaa jo dil hogii ba.Dii mushkil kaalii terii choTii hai \threedots maine bhii mushkilo.n se khelanaa hai siikhaa merii bhii tamannaa mujh pe aa_e dil kisii kaa aashiq kaa paraa.nde naal baa.ndh luu.ngii dil hogii kaise mushkil kaalii terii choTii hai \threedots daavate.n detii hai tere gaalo.n kii ye laalii ban baiThaa meraa dil teraa hii savaalii phuul nahii.n gaal damakate hai.n shole dhone dhone hii ba.De dil ke hai.n bhole o sholo.n se lipaT ke pata.nge jhuumate hai.n jal jaaye.n chaahe.n shamaa ko chuumate hai.n kisii siraphire kaa tujh pe aa gayaa jo dil hogii ba.Dii mushkil \threedots mar miTane kii tuune baat kaise sochii naa tuu meraa maahii na tuu meraa pa.Dosii ko_ii jo malaa_ii sii kalaa_ii thaam legaa kyaa hote hai.n maahii tujhe pataa tab chalegaa jaa_uu.ngii tabhii jab maahii Dolaa laa_egaa tere jaisaa haath malataa hii rah jaa_egaa sajanaa ke saath mai.n to jaa_uu.ngii nikal hogii kaise mushkil \threedots % #endindian \endsong