% \startsong \stitle{thaare vaaste re Dhola nain mhaare jaage re jaage ... tuu meraa koN laage}% \film{Batwaaraa}% \year{1989}% \starring{Dhamendra, Vinod Khanna, Dimple, Poonam, Amrita, Vijayendra, Neena Gupta}% \singer{Kavita Subramaniam, Anuradha Paudwal, Alka Yagnik}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Hasan Kamaal}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % thaare vaaste re Dholaa nain mhaare jaage re jaage nain mhaare jaage re saarii rain jaage tuu meraa koN laage tere vaaste re sajanaa nain mere jaage re jaage nain mere jaage re saarii rain jaage tuu meraa koN laage mhaare dil ko bas me.n karake dil se anajaanaapan kyuu.n tere bin mai.n jii na sakuu.ngii phir ye begaanaapan kyuu.n chaahe ta.Dapaa le chaahe tarasaa le jitanaa bhii chaahe dil ko jalaa le mai.n to nahii.n to.Duu.n tere prem dhaage re mere man kaa bhed na samajhe a.nkhiyo.n kii baat naa jaane phiruu.n kyuu.n tere aage piichhe haay maine din raat na jaane bastii chho.Dii nagarii chho.Dii tere li_e duniyaa saarii chho.Dii paas aa_uu.n mai.n tuu bairii duur bhaage re sun re zaraa o jaane vaale birahaa kii aag lagaa ke haradam terii raah takuu.ngii palako.n me.n diip jalaake sa.ng sa.ng tere saajan mere pyaar rahegaa saa.njh savere piichhe tuu chalegaa pyaar aage re tuu meraa koN laage \threedots % #endindian \endsong